musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - MAUSAM YE PUKAARE MASTI MEIN LEKAR MATAVAALE - LATA MANGESHKAR - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Mausam Ye Pukaare Masti Mein Lekar Matavaale letra


mausam ye pukaare, masti mein lekar, matavaale dil ka
kaaravaan
sar pe hai hamaare, chaahat ka aanchal, kadamon ke niche
aasamaan
mausam ye pukaare

(tan ko udaayein hava matavaali
dil ko chhuune hai ghata kaali kaali) - 2
ritu beqaraar beqaraar hai shama
mausam ye pukaare, masti mein lekar, matavaale dil ka kaaravaan
sar pe hai hamaare, chaahat ka aanchal, kadamon ke niche
aasamaan
mausam ye pukaare

(din hai ki raat ye kaun bataaye
zinda rahe teri palkon ke saaye) - 2
sochenge phir kabhi hai zindagi kahaan
mausam ye pukaare, masti mein lekar, matavaale dil ka
kaaravaan
sar pe hai hamaare, chaahat ka aanchal, kadamon ke niche
aasamaan
mausam ye pukaare

Lata Mangeshkar - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br